
Dost ki G@nd Jal gayi ( Mitrachi G jalali )
​
Title koi clickbait nahi hai bhai batata hu kya hai exactly aaj kya hua
Dophar ko 1 baje mera dost rushikesh aaya tha Ghar pr
Mummy bahar ja rhi thi kuch saman lene
mai ghar pr akela tha
Socha naha lu kyu ki mujhe bhi bahar jana tha
Maine bathroom mai geyser chalu kr diya
Humare ghar mai instant geysers hai dono washroom mai
To 50 seconds mai pani garam
Fir mai tb tk towel lene gaya
Dost aaya Ghar pr
Rushikesh dost bola
Are yaar bhai mere ghar ke washroom ka kaam chalu hai aur ek mai dusra bhai gaya hai
Tera washroom khali ho to mujhe Jane de
Maine bola are haa yaar usme kya
Wo bhaag kr gaya aur kitchen wale washroom mai chala gaya
Maine use bola are bhai mujhe nahana tha us washroom mai
Tu bedroom wale washroom mai chala jata
Wo udhar se
Areee bhaai pressure bahot jor se aaya hai samajh
Fir paadne ( fart) ka aawaz bhi aaya 😭 pata nahi kitni din se huga nahi
Mai waha se fir hall mai gaya aur tb tk tv dekhne laga
Kuch min uski washroom se cheekh sunai di
Fuckkkk ahhhhh uhhhh behenchoooo
Aise aawaz mai chilaaya
Main gaya udhar knock kiya aur bola
Kya hua Bhai gir wir gaya kya bathroom mai ?
Fir wo bola
Are bsdk jet spray se itna garam pani kaise aa rha hai ?? Gas cylinder se connected hai kya
Fir mujhe yaad aaya ki mai gyser chalu rakha tha aur hot knob chalu rakha tha
2 knobs rehte hai mixer ko
Mai hot knob he chalu krke aaya tha coz mujhe nahane he jana tha
Fir woh bahar aaya
Usne kaha
Fuckk bhai gand ke baal jala diye yaar
Ghar jakar ice lagani padegi
Bhai mujhe hasi bhhi aa rhi thi aur
Thoda bura bhi laga
Accha hua ise bawasir nahi tha wrna
Iske addhe ghante ke drame mai
Pani bhi thoda thanda hogaya
To
Usi pani se nahaya aur fir bahar chala gaya