▲ 3
Python programming le dooba
Kal python ka paper Hai mujhe Ghana kuch bhi Samajh me nhi aa rha. Please koi second year ka ho toh kuch bata do jis se 30+ La saku
u/Good-Influence5369 — 4 days ago
Kal python ka paper Hai mujhe Ghana kuch bhi Samajh me nhi aa rha. Please koi second year ka ho toh kuch bata do jis se 30+ La saku
Yeh pata nhi kaisa subject hai kych bhi samajh me nhi aaraha . Humare sir bhi aise hi the pata nhi kya karwa diye kuch pata bho nhi chala. Maine unit 5 puri aur unit 1 me truss ache se Karlia hai lekin aur kuch bhi Samaja me nhi aa raha . Kiss ko kuch pata ho toh please batao mujhe 40+ lana hai isme