u/CorruptedPsyche_

💔😢wattt lag gayi

💔😢wattt lag gayi

Pata hai aaj kya hua

Guys mai kaam kar raha tha aur chhot lag gayi

Toh mera point ye hai ki kya iske heal hone baad jaha chhot lagi hai waha hair aayenge yaa nahi please bataoo 😭

u/CorruptedPsyche_ — 2 days ago